Zindagi me ham kai chizo ke baare me befikar rehte hai, par hamari yahi aadatein hamara bhari matra me nuksaan karti hai. Ajmer sharif ke liye nikle ajay ji ne apne aise ek anubhav ko share kiya hai jisse unhe satarkta ki sikh mili. kis tarha sai ne apne chamtkar se apne bhakt ko rah dikhayi, ise yaha vistrit kiya gaya hai.