Life is nothing but a bed of roses. Let's embrace these rose petals before they dry up and help each other endure the pain of these thorns so that we can all enjoy this beautiful journey called 'Life'.Open to your feedbacks @anmolkapoor49
Thakk gaye na aaj office ke kaam se, aur zimmedaariyon se. Aakhir waqt hi kahaan hai khud ko dene ke liye ab kisi ke paas. Toh zara thamo aur pucho khud se, Kaise ho tum?
क़ैद हैं ना काफ़ी दिनों से घर में? चलिये मेरे साथ, एक सफ़र पर, जहां बस आखें बंद कर के आप खुद को किसी और में जी लेंगे, और उस क़ैद से खुद को आज़ाद पाएँगे !
Aaiye ek baar fir se ji lete hain wo bachpan ka pyaar, jo maasumiyat ke alawa kuch nahi jaanta tha, jo pehli nazar ke ishq ko apni poori shiddat se maanta tha!
Khidkiyon se aksar wo dikhta hai jo hota hai, par kayi dafa woh bhi dikhta hai jo aap dekhna chahte hain. Aaiye mere saath aur dekhiye meri khidki ke nazaare!
Kuch dost zindagi mein kabhi bataa ke nahi aate! Ye aisi hi ek dost ki kahaani hai. Aaiye sunte hain.
World Poetry Day pe kuch likha tha, toh aaiye kuch kavitaayein gungunaayein, kuch sapne sajaayein aur thoda sa muskuraayein!
Shaam aksar apne saath ek ehsaas laati hain. Aaiye jiyein us ehsaas ko, ek saath, aaj ki shaam.