I am handing you this “emotions ki potli” that will delight you, touch you and sometimes, pinch you. Kyuki apni dono ki kahaniyaan zyada alag nahi hai. :) . Read JAISALMER MURDERS- https://amzn.to/3EuqIvK . Order PANI PURI SHORTS- bit.ly/PaniPuriShorts . Mihir's Instagram- https://www.instagram.com/mihirj31/
Beech ki umra kahan se shuru hoti hai aur kahan khatam yesamajhna aur samjhana bada mushkil hai.
Lekin chaliye koshish karke dekhte hain...
Leak ho raha basin ka nal, toota hua pankhe ka regulator, aur dhool me lipti hui deodorant ki botalein, sab ke sab Sunday ke intezaar me the...
Rasoighar ki khidki se halki-halki dhoop aa rahi thi. Aur vo kood rahi thi seedhi chulhe par rakhi kadhai me. Maano Suryadev bhi chupke se dekhne aaye ho ki aakhir kya pak raha tha!
Saal tha 2003. TVS ne Scooty ka makeover karke ek nayi, ekdum stylish gaadi nikaali jiska naam tha Scooty Pep.
Bambai sheher waise to bohot bada hai – yahan har jagah ka alag andaaz hain, alag rang hain. Lekin ek jagah aisi hai jahan aapko lagbhag ye saare rang ek-saath dekhne mil jaate hain...
Kisi aam bagh ki tarah yahan hari ghaas, ped-paudhe aur door kinaare par kuch benches hain...
Baal safed hona shuru kab hue ye to pakka pata nahi, lekin kaafi tezi se ho rahe hain ye samajh raha hai...
"Sunday shaam ko light gayi. Laptop ki battery khatm hui to mujhe kaam band karna pada..."
"Mandap me khade-khade mere pair kaanp rahe hain. Meri life hamesha ke liye badalne waali hai..."
HAPPY. NOSTALGIC. RELATABLE. SIMPLE.
I am handing you this “emotions ki potli” that will delight you, touch you and sometimes, pinch you. Waise bhi tumhari aur meri kahaniyaan zyada alag kahan hai!
The author of ‘Pani Puri Shorts’ further explorers his style of "Shabd kam, baat zyada".