This is my first podcast, please have fun listening and give feedback :) I am starting my podcast with less known epic tales of Mahabharat, because why not?
Agar Mahabharat me Hanuman ji na hote toh Pandav Putra kabhi Yudh nai jeet pate, janiye is podcast me kaise!!
Is episode me apko pata chalega ke ek veer ki mahanta kya hoti hai. Barbarik itna bal shali hokar b Mahabharat ke yudh me bhag nai le saka
Dosto, kya apko pata hai, Mahabharat ke Kurukshetra yudh me lakho sainiko ke bhojan ki vyavastha kaise hui thi? Suniye is podcast me.
यदा यदा हि धर्मस्य ग्लानिर्भवति भारत।अभ्युत्थानमधर्मस्य तदात्मानं सृजाम्यहम् ॥४-७॥परित्राणाय साधूनां विनाशाय च दुष्कृताम् ।धर्मसंस्थापनार्थाय सम्भवामि युगे युगे ॥४-८॥janiye is Shlok ka matlab is episode me